Sarkari Naukari Ke Sath Post Government Job Ke Liye Apply 2021

Agar ek sarkari naukri kar rhe hai to dusre sarkari naukari ke liye aavedan kar sakte hai kya

agar ek sarkari naukri kar rhe hai to dusre sarkari naukari ke liye aavedan kar sakte hai kya

 

 

 

Agar ek sarkari naukari aap kar rahe hain to dusri sarkari naukari ke liye aavedan kar sakte hain ya nahin yah sawal agar aapke man mein a raha hai to aap Sahi article per pahunche Hain ham aapko bataenge ki kis tarike se a naukari ka process hota hai aur aur kaise aap ek naukari ke sath dusre naukari ke liye aavedan kar sakte hain

Kya aavedan kar sakte hain sarkari naukari ke sath aur kisi Naukri ke liye

Dekhiae kuchh naukariyon mein Pavan Diya hoti hain jaise agar aap koi bhi naukari aisi kar rahe hain Jahan per aapke sath 1 sal 2 sal 5 sal ka agreement Kiya gaya hai aur yah sarkari naukari hai tu aap is prakar ke agreement ke sath dusri sarkari naukari ke liye aavedan nahin kar sakti jab tak aapka agreement pura ho ya nahin parantu agar aapane is prakar ka koi bhi agreement nahin kiya hai to aap sarkari naukari ke liye aavedan kar sakte hain aapko kisi prakar ki koi bhi samasya nahin hogi

 

Sarkari naukari ke sath agar koi aur naukari mein selection Ho jaaye to kya Karen

Agar aap ek sarkari naukari kar rahe hain aur dusri naukari mein aapka selection ho chuka hai tu aap aasani se ek naukari Ko chhod sakte hain parantu jaisa ki humne upar bataya hai ki is naukari mein bhi agreement ne kiya gaya ho pahle naukari chhodane ke liye aapko resignation letter Apne uttaradhikari Ko Dena hoga yah later dene ke 24 ghante ke bad aapko naukari se a hata Diya jaega ek baar naukari se hata diye jaane ke bad aap dusri naukari ko join kar sakte hain is prakar ki naukari mein kisi prakar ki koi bhi samasya nahin aati hai yah sarkari niyam rollin ke anusar banaya Gaya hai

Treading

Load More...